FASHION
Shubh Deepawali
Roshni ke is tyohaar mein, hum aapke liye la rahe hain festive styles jo aapki har muskaan ko aur khoobsurat bana dein.
Women's ethnic aur fusion wear ka naya festive collection — tyohaar, shaadi aur casual, har mauke ke liye designer options, bahut jald sirf Innaaya par.
- Kurta & Kurta SetsThread embroidery, floral aur digital print, straight cut — rayon, cotton aur viscose chiffon fabric mein.
- Co-ord SetsTrending designer muslin aur rayon ke matching tunic & trouser sets.
- Sharara & Gharara SetsBandhani print aur heavy work wale 3-piece sets (kurta, sharara pant, dupatta) — tyohaar aur shaadi ke liye.
- Pakistani SuitsPremium handwork, bell sleeves aur Pakistani style salwar-kameez.